Yeh Dais Hy Andhay Logoun Ka
Ae Chand Yaha Na Nikla Kar…
Yeh Dais Hy Andhay Logoun Ka
Ae Chand Yaha Na Nikla Kar…
Ab Tu Dil Se Yehi Sada Aye
Tu Na Aye Tu Qaza Aye…
Tu Lakh Perhta Rahay Pyar K Mantar Sagir
Jin Ki Fitrat Mein Ho Dasna Wo Dassa Karty Hein
اک درد ہے دریا کی مانند
اک آنچ ہے جو من کو پگھلاتی ہے
اک آرزو ہے جو سپنا بن کر
آنکھوں سے نیند چراتی ہے
اک یاس ہے جو کانٹا بن کر
ہر پل مجھے تڑپاتی ہے
اک خلش ہے جو
چنگاری بن کر
ذندگی کو سلگاتی ہے
اک ٹھوکر ہے جو
قدم قدم پر
مجھ کو سنبھلنا سکھاتی ہے
اک آگہی ہے جو
ناگن بن کر
چپکے سے ڈس جاتی ہے
میں تو نقش ہوں اک صحرا پہ
جسے گرد زندگی
دھیرے دھیرے مٹاتی ہے
دھیرے دھیرے…………….
” سرخ آندھی “
خوابوں کے سمے بیت گئے
تتلیوں کی کہانی ختم ہوئی
پھولوں سے اڑی خوشبو
اور دھنک فضا میں بکھر گئی
سانسوں کے ساتھ ساری سسکیاں
معدوم ہوئیں لرزتے ہونٹ ساکت ہوئے
اشکوں کی روانی ختم ہوئی
کوئی ہلچل نہ مچی
اور نہ ہی کوئی ” سرخ آندھی ” چلی
کوئی آنکھ بھی پر نم نہ ہوئی
کتنی خاموشی سے یہ زندگانی ختم ہوئی
!!!…Gila Banta Hii Nahi Be’rukhi Ka…!!!
!!!..Insan Hii To Tha,
Badal Gya Hoga…!
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai
Ke Zindagi Teri Zulfon Ke Narm Chaon Mein
Guzarne Pati Tou Shadab Ho Bhi Sakati Thi
Yeh Tergi Jo Meri Zist Ka Muqaddar Hai
Teri Nazar Ke Shuaon Mein Kho Bhi Sakti Thi
Ajab Na Tha Ke Main Begana-E-Alam Ho Kar
Tere Jamal Ke Ranaiyon Mein Kho Rehta
Tera Gudaz Badan Teri Nem-Bar Ankhein
Inhin Hasin Fasanon Mein Maho Rehta
Pukartin Mujhe Jab Talkhiyan Zamane Ki
Tere Labon Se Halawat Ke Ghont Pi Leta
Hayat Chikhti Phirti Barhana-Sir, Aur Main
Ghaneri Zulfon Ke Saye Mein Chhup Ke Ji Leta
Magar Yeh Ho Na Saka Aur Ab Ye Aalam Hai
Ke Tu Nahin, Tera Gum, Teri Justaju Bhi Nahi
Guzar Rahi Hai Kuch Is Tarah Zindagi Jaise
Ese Kisi Ke Sahare Ki Aarzoo Bhi Nahi
Zamane Bhar Ke Dukhon Ko Laga Chuka Hun Gale
Guzar Raha Hun Kuch Anjani Guzar-Gahon Se
Muhib Saye Meri Simt Badhte Aate Hain
Hayat-O-Maut Ke Purhoul Kharazaron Se
Na Koi Jagha Na Manzil Na Roshni Ka Suragh
Bhatak Rahi Hai Khalaon Mein Zindagi Meri
Inhin Khalaon Mein Reh Jaunga Kabhi Khokar
Main Janta Hun Meri Ham-Nafs Magar Yun Hi
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai
Ek Traf Yar Ka Asraar K Kholo Ankhein
Ek Traf Mout Ki Thapki K Ab Sona Hoga
Rooz Detay Ho Din Rat Muj Ko
Ais Qadar Ghum Kaha Se Letay Ho??
Teri Dunia Ka Dastoor B ajeeb Hay Khudaya
Mohabbat Un Ko Milti Hy Jinhein Karni Nahi Ati.